Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeShabnam (1964)
HomeShabnam (1964)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


ya habibi ya habibi ya habibi ya habibi maine rakkhaa hai muhabbat apne afsaane kaa naam maine rakkhaa hai muhabbat tum bhi kuchh achchhaa saa rakh do apne deewaane kaa naam tum bhi kuchh achchhaa saa rakh do apne deewaane kaa naam maine rakkhaa hai muhabbat apne afsaane kaa naam maine rakkhaa hai muhabbat kis qadar koobsoorat hai tere deedaar ki duniyaa meri nazron ki jannat hai zulf o rukhsaar ki duniyaa kis qadar koobsoorat hai tere deedaar ki duniyaa tumhein pehchaanaa hai khudaa ko samjhaa hai khudaa ko jaanaa hai maine rakkhaa hai muhabbat apne afsaane kaa naam maine rakkhaa hai muhabbat dil pe tum haath jo rakh do meri taskeen ho jaaye jaaneman zindagi meri kuchh to rangeen ho jaaye dil pe tum haath jo rakh do meri taskeen ho jaaye nazar mil jaane do qayaamat aati hai qayaamat aane do maine rakkhaa hai muhabbat apne afsaane kaa naam maine rakkhaa hai muhabbat ishq par kya guzarti hai husn ye raaz kya jaane mere dil ke tadapne ka koi andaaz kya jaane ishq par
nigahon ki jaadugari adaaon ki ye dilbari yunhi nahin khuda ki kasam koi to hai mera bhi sanam nigahon ki jaadugari aaaa aaaaa aaaa aaaa behke kadam hain mere to bin piye arman hain mere ke jalte diye behke kadam hain mere to bin piye arman hain mere ke jalte diye kehti hai dhadkan ke aayega wo tadpun hamesha main jiske liye aaaa aaaaa aaaa aaaa nigahon ki jaadugari adaaon ki ye dilbari yunhi nahin khuda ki kasam koi to hai mera bhi sanam nigahon ki jaadugari koi to jahaan mein deewana hai mera kisi ke to lab pe fasaana hai mera koi to jahaan mein deewana hai mera kisi ke to lab pe fasaana hai mera maane na maane zamaane ki khushi kisi ke to dil mein thikaana hai mera aaaa aaaaa aaaa aaaa nigahon ki jaadugari adaaon ki ye dilbari yunhi nahin khuda ki kasam koi to hai mera bhi sanam nigahon ki jaadugari
teri nighahon pe mar mar gaye hum baanki addaon pe mar mar gaye hum kya kare kya kare kya kare teri nighahon pe mar mar gaye hum zulfon mein leke kaali raat chale saara zamaana liye saath chale zulfon mein leke kaali raat chale saara zamaana liye saath chale aise mein jeene ka mazaa hai sanam aankhon se teri meri baat chale bewafaa ek nigaah dekh le dekh bhi le teri nighahon pe mar mar gaye hum baanki addaon pe mar mar gaye hum wallah beghar hoon benaam hoon main dil ne jo bheja wo salaam hoon main wallah beghar hoon benaam hoon main dil ne jo bheja wo salaam hoon main saaki ki jiss pe nazar na huyi aisa hi pyasaa ek jaam hoon main bewafaa ek nigaah dekh le dekh bhi le teri nighahon pe mar mar gaye hum baanki addaon pe mar mar gaye hum teri ada ka to jawaab nahin meri wafaa ka bhi hisaab nahin teri ada ka to jawaab nahin meri wafaa ka bhi hisaab nahin soorat tumhaari badi khoob sahi dil to humara bhi kharaab nahin bewafaa ek nigaah dekh le dekh bhi le teri nighahon
ye teri saadgi ye tera baankpan ye teri saadgi ye tera baankpan jaane bahaar jaane chaman jaane bahaar jaane chaman haaye tauba shikan tauba shikan tauba shikan chaal mein shokhiyaan yaa nasheeli bijliyaan chaal mein shokhiyaan yaa nasheeli bijliyaan har taraf ye shor hai gir padega aasmaan par teri khaamoshi allahmaa allahmaa ye teri saadgi ye tera baankpan jaane bahaar jaane chaman haaye tauba shikan tauba shikan tauba shikan yun khafa naa hoiye surkh gaalon ki kasam yun khafa naa hoiye surkh gaalon ki kasam pyaar hoga aur duna aur bhi tadpenge hum ye sharm ye hayya marhabaa marhabaa ye teri saadgi ye tera baankpan jaane bahaar jaane chaman haaye tauba shikan tauba shikan tauba shikan teerchhi nazron se naa dekho aashique e dilgeer ko teerchhi nazron se naa dekho aashique e dilgeer ko kaise teerandaaz ho seedha to kar lo teer ko ye gaya dil mera alvida alvida ye teri saadgi ye tera baankpan ye teri saadgi ye tera baankpan jaane bahaar jaane chaman jaane bahaar
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Maine Rakkhaa Hai Shabnam (1964) 05:29 14204
 
Poster of Shabnam (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Anwar
Music Director- 
Usha Khanna
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Mahamood
Duration : 05:29   Song Number : 14204   

Nigahon Ki Jaadugari Shabnam (1964) 03:45 38108
 
Poster of Shabnam (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Prem Dhawan
Music Director- 
Usha Khanna
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
L Vijay Laxmi
Duration : 03:45   Song Number : 38108   

Teri Nighahon Pe Shabnam (1964) 04:32 14203
 
Poster of Shabnam (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Anwar
Music Director- 
Usha Khanna
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Mehmood, Helen, Vijay Laxmi
Raag- 
Bhairavi
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 04:32   Song Number : 14203   

Ye Teri Saadgi Ye Tera Baankpan Shabnam (1964) 04:44 14205
 
Poster of Shabnam (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Anwar
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Mahamood
Duration : 04:44   Song Number : 14205